Tea snacks 😋 | اب ایک پیالی بچے ہوئے چاولوں سے بنائیں مزیدار سنکیس | by Arifa Ansari kitchen
Arifa ansari's kitchen Arifa ansari's kitchen
729 subscribers
1,402 views
16

 Published On Aug 5, 2024

Asslam o alaikum kese hain ap sab umeed karty hun kheriyat se ho gay to aj hum bana rahay hain tea snacks jo k bohat asan recipe hai ye snacks banane k liye jin cheezon ki zarorat hai wo kuch yun hain
Ingredients
1: 1 piyali bache hue chawal
2: 1 cup suji
3:barik cata huahara dhaniya , barik cati hui hari mirch
Spices
1 tsp dhaniya powder
1 tsp chilli flakes
half tsp salt
half tsp zeera
sab se pehlay 1 bowl main chawal daal dain une hum maesh kar dain gay us k bad us main suji add kar dain gay jo tamam ingrdients ap ko uper bataye hain wo sab app ne daal kar ache se mix kar lena hai us k bad snacks ready kar lene hain video ko end tak dekhna hai video ko like karen channel ko subscribe karen thank you

show more

Share/Embed