AZIZ AHMED WARSI,WOHI AABLAY(BLISTERS) HAIN WOHI JALAN MERAY SOZ DIL MEIN KAMI NAHI,SHAKEEL BADAYUNI
Sirmood Sirmood
39.3K subscribers
1,848 views
35

 Published On Dec 26, 2020

wohi aablay (chaalay,blisters) hain wohi jalan koi soz e dil mein kami nahi
jo laga ke aag gaye they tum woh lagi hui hai bujhi nahi

meri zindagi pey nah muskara mujhay zindagi ka ilm nahi
jisay tere gham say ho vaastaa woh bahhar khizaa say kam nahi

terei yaad aisi hai bawafa pass merg bhi nah hui judda
terei yaad mein hum mit gaye terei yaad dil say matti nahi

wohi karvan, wohi rastay woh zindagi wohi marhalay
magar apnay apnay maqam par kabhi hum nahi kabhi tum nahi

nah fanaa meri nah baka meri mujhay ay shakeel nah dhoondiye
mein kisi ka husn khayaal hon mera koi wujood o adam nahi


SHAKEEL BADAYUNI





Wohi aablay hain wohi jalan, koi soz-e-dil mein kami nahi...
Jo laga K aag gaye they tum, wo lagi hui hai bujhi nahi...

Tari yaad aisi hai bawafa, pas merg B na hui juda...
Tari yaad hi mein hum met gaye, tari yaad dil se meti nahi...

Meri zindagi pay na muskura, mujhe zindagi ka elum nahi...
Jisay tairay gham se ho wasetaa, wo Khizaa bahhar se kam nahi...

Mara kufar hasil-e-zuhad hai, mara zuhad hasil-e-kufar hai...
Mari bandagi! hai wo bandagi jo rahin der-o-haram nahi...

Mujhe raas ayen khuda kere yahi ishtibaah ki saaetein...
Unhen aitbaar wafa to hai, mujhe aitbaar sitam nahi...

Wohi karwan, wohi rastay, wohi zindagi, wohi marhalay...
Magar apne apne maqam par, kabhi hum nahi, kabhi tum nahi...

Na wo shan-e-jabar shabab hai, na wo rang qahir azaab hai...
Dil-e-be'qarar pay in dinon, hai sitam yahi, K sitam nahi...

Na fanaa mari, na baqa mari, mujhe aye SHAKEEL! na dundiyeh...
Mein kisi ka Husn khayaal hoon, mara kuchh wujood wa'adam nahi...

show more

Share/Embed