fastival special gujiya
Nanad_Bhabhi_Tasty_Food Nanad_Bhabhi_Tasty_Food
247 subscribers
136 views
12

 Published On Sep 19, 2024

Gujiya banane ke liye ingredients:-

Besan
suji
maida
ghee
kaju
badam
kishmish
nariyal
kal mirchi
long
elaichi
shakkar
Tel



Sabse pahle ham ek katori besan lenge aur uska ham aata markar ke taiyar karenge. FIR uski ham puriya banaenge aur ghee mein fry karenge. iske bad ham sari puriya Ko Thanda karke achcha Barik peace lenge ,aur channi se chaan lenge, iske bad ham suji lenge do katori aur kadhai mein ghi garm karke suji ko golden hone Tak fry kar lenge, iske bad ham kadhai mein fir se ghi lenge aur usmein besan ko bhi acche se fry kar lenge, ab ham ek mixer jar mein kali ,mirch ,ilaichi, long, shakkar dalkar ke bareek powder taiyar kar lenge ,aur iske bad ham Jo kaju badam aur kishmish nariyal ine sab Ko Barik cut karke peace lenge ab ek bade se bartan mein ham Jo besan se taiyar Kiya Gaya aata hai usko dalenge aur upar se suji dalkar ke sare shakkar ko mix karenge aur sare dry fruit ko mix karke usmein do teen chammach bhi dal kar ke masala taiyar karenge yah hamari gujiya ki stuffing ka masala taiyar hai ab hum maida lenge aadha kilo usko usmein ham Aadhi chutki Namak dalenge aur do chammach ghi dalkar ke acche se Mohan karenge iske bad thoda thoda Pani kar dal karke aata uthkar ke taiyar kar lenge ab hum iski choti chhoti Lui taiyar karke rakhenge is bar chhoti chhoti si Puri band karke taiyar kar lenge ab ham ek bhujiya banane wala mod lenge usko Tel se Greece karke UN Puri ko rakhenge aur stuffing ke liye Jo masala taiyar Kiya usko feel karke sari gujiya taiyar kar lenge FIR iske bad Tel ko acche se garm karke usmein ham sari gujiya ko dalkar ke acche se golden per hone Tak acche se fry kar lenge aur hamari sari Puja Bankar ke taiyar hai thank u,,,,..........



#indian #gujiya_recipe #gujiya recipe
withoutmawa#gujiya recipeinhindi #gujiya_recipe

show more

Share/Embed