Tune Jo Na Kaha [Slowed + Reverb]
Manan mp3 Manan mp3
66.4K subscribers
121,593 views
770

 Published On Feb 7, 2024

Tune jo na kaha, Main woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha..

#tunejonakaha #slowedreverb #mohitchauhan #pritam #lofi #hindilofi #lofireverb #viral

Tune Jo Na Kaha lofi slow
Tune Jo Na Kaha Pritam, Mohit Chauhan, Katrina kaif
Mohit and Pritam Sad hindi songs, breakup slowed
Aya Wo FIr Nazar aese slowed reverb only audio
Baaton mein pehle si baatein hai perfectly slow, bollywood lofi flip
Dard pehle se hai zyaada slowed
Khamosh nazrein rahe bezubaan slow reverbed lofi 3am soft


Tune Jo Na Kaha Lyrics : Pritam and Mohit

Tune jo na kaha, Main woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha..
Tune jo na kaha
Main woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna thikana raha
Durr chahat se mein apni chalta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

Dard pehle se hai zyaada
Khud se phir yeh kiya wada
Khamosh nazrein rahe bezubaan
Aab na pehle si baatein hain
Bolo to lab thar tharatein hain
Raaz yeh dil ka
Na ho bayaan
Ho gaya ke aasar koi hum pe nayi
Humsafar mein toh hai
Humsafar hai nahi
Durr jaata raha
Paas aatha raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

Aaya woh phir nazar aise
Baat chidne lagi phir se
Aankho mein chubtha kal ka dhuwaan
Haal tera na hum sa hain
Is khushi mein kyun gham sa hai
Basne laga kyun phir woh jahan
Woh jahan durr jisse gaye the nikal
Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehel
Lamha beet ta huwa
Dil dhukata raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha
Tune jo na kaha
Main woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha
Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna thikana raha
Durr chahat se main apni chalta raha
Bhuj gayi aag thi
Daag jalta raha..

show more

Share/Embed