Soulmate | Badshah X Arijit Singh | Cover Song with Lyrics
Bhatt Piyush Bhatt Piyush
2.24K subscribers
55 views
5

 Published On Jul 27, 2024

Soulmate | Badshah X Arijit Singh | Cover Song with Lyrics #Soulmate

Lyrics :

Din Ko Raat Kahegi Toh Main Raat Kahoon
Tera Dil Dukha De Jo, Aisi Na Baat Karoon
Ek Shikan Bhi Maathe Pe Na Aaye, Meri Jaan
Le Loonga Teri Saari Balaayein Meri Jaan

Teri Aayi, Main Marjavaan,
Jindadi Naam Tere Kar Javaan
Sohneya, O Sohneya
Teri Aayi, Main Marjavaan,
Jindadi Naam Tere Kar Javaan
Sohneya, O Sohneya

Kya Vo Mohabbat, Jiska Hisaab Lag Jaaye
Bole wo to lage ke rabaab baj jayein
Lad Marenge Log, Aag Lag Jaaye
Chehre Se Tere Jo Naqaab Hat Jaaye

Ho Sawaal Koi Bhi, Tu Jawaab Lage
Bachpan Ki Kahani, Tu Koi Khwaab Lage
Tera Dil Jo Dukhaaye, Use Paap Lage
Pyari Itni Tu Mujhe Punjab Lage

Vo Faraaz Ki Kitaab Padhti Hai,
Vo Titliyaan Saath Rakti Hai
Meri Duniya Aabaad Lagti Hai,
Jab Kandhe Par Mere Vo Haath Rakti Hai
Is Pyaar Ko Khone Nahin Doonga,
Tujhe Khud Se Juda Main Kabhi Hone Nahin Doonga
Khushi Ke Aansu Aur Baat Hai Lekin
Tujhko Main Waise Kabhi Rone Nahin Doonga

Tujhse Pehle Na Kuch Tha, Na Baad Tere
Chahiye Kakh Bhi Nahin, Jo Tu Hai Saath Mere
Mere Haathon Mein Lakeerein Naam Ki Teri
Bin Tere Jindadi Ye Kis Kaam Ki Meri?

Teri Aayi, Main Marjavaan,
Jindadi Naam Tere Kar Javaan
Sohniya, O Sohniya
Teri Aayi, Main Marjavaan,
Jindadi Naam Tere Kar Javaan
Sohneya, O Sohneya
Teri Aayi, Main Marjavaan,
Jindadi Naam Tere Kar Javaan
Sohneya, O Sohneya
Teri Aayi, Main Marjavaan,
Jindadi Naam Tere Kar Javaan
Sohneya, O Sohneya

Ho Sawaal Koi Bhi, Tu Jawaab Lage
Bachpan Ki Kahani, Tu Koi Khwaab Lage
Tera Dil Jo Dukhaaye, Use Paap Lage
Pyari Itni Tu Mujhe Punjab Lage

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Subscribe and click the bell icon to get notified 🔔

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, commenting, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

show more

Share/Embed