मौसम ये सुहाना Mausam Ye Suhana H - HD वीडियो सोंग - Asha Bhosle, Suresh Wadkar - Ghar Ki Izzat 1994
HD Songs Bollywood HD Songs Bollywood
10.5M subscribers
9,360,441 views
18K

 Published On Jul 29, 2020

#भूलेबिसरेगीत
#Bollyoldsongs

“Mausam Ye Suhana Hai” Song Info:
Movie: Ghar Ki Izzat (1994)
Singer(s): Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Lyricist(s): Anjaan
Composer(s): Amar Biswas, Utpal Biswas
Music Director(s): Amar Biswas, Utpal Biswas
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Kalpataru
Starring: Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo
Release on: 16th December, 1994

Mausam Ye Suhana Hai
Mera Dil Bhi Deewana Hai
Mausam Ye Suhana Hai
Mera Dil Bhi Deewana Hai
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo - 2
Haye Dil Ko Mushqil Manaana Hai
Dil Ko Mushqil Manaana Hai
Mausam To Bahana Hai
Tumhein Mujh Ko Satana Hai
Aji Roko Na Jaane Bhi Do
Mujhe Roko Na Jaane Bhi Do
Dil Ka Dushman Zamaana Hai - 2
Teri Chaahat Ki Khushboo Hawaaon Mein Hai
Teri Ulfat Ki Rangat Fizao Mein Hai
Teri Chaahat Ki Khushboo Hawaaon Mein Hai
Teri Ulfat Ki Rangat Fizao Mein Hai
Been Kiye Ye Kadam Dagmagane Lage
Kya Nasha Aaj Teri Nighaho Mein Hai
Nighaho Mein Hai
Aji Roka Na Jaane Bhi Do
Mujhe Roko Na Jaane Bhi Do
Dil Ka Dushman Zamaana Hai - 2
Mausam Ye Suhana Hai
Mera Dil Bhi Deewana Hai
Sabse Kah Dengi Phulon Bhari Wadiya
Chugli Khayengi Ye Mehaki Tanhaiyan
Sabse Kah Dengi Phulon Bhari Wadiya
Chugli Khayengi Ye Mehaki Tanhaiyan
Bad Mudat Ke Milne Ka Mauka Mila
Phir Dobara Ye Mauka Milega Kaha
Milega Kaha
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo - 2
Haye Dil Ko Mushqil Manaana Hai
Dil Ko Mushqil Manaana Hai
Mausam To Bahana Hai
Tumhein Mujh Ko Satana Hai
Aji Roko Na Jaane Bhi Do
Mujhe Roko Na Jaane Bhi Do
Dil Ka Dushman Zamaana Hai
Dil Ko Mushqil Manaana Hai
Dil Ka Dushman Zamaana Hai
Dil Ko Mushqil Manaana Hai

show more

Share/Embed