Iftar special mazedar podina aur imli ki chutney | افطار اسپیشل اور مزیدار پودینہ اور آملی کی چٹنی
Arifa ansari's kitchen Arifa ansari's kitchen
729 subscribers
60 views
4

 Published On Mar 31, 2024

asslam u alalikum kese hain ap sab umeed karty hun kheriyat se ho gay to aj hum apne kitchen main banane ja rahay hain mazedar aur iftar special chutney podina aur imli ki chutney
Ingredients
1:125 gram imli (20 mint ehly pani main bigho k rakhna hai)
2:1 punch of podina (only mint leaves)
3:10 se 12 jawwe leshan
4:15 se 20 shabit gol mirch (15 mint pehly pani main bigho k rakhna hai )
jo imli hai us ka pulp nikal lain gay aur us pulp ko stanner main chan lain gay ta k imli ki gutliyan na jaen ab use ek boil ane dain gay high flame pe us k bad use thanda kar lain gay us k bad ek grander jag main podina ,leshan , imli ka pulp ,shabit gol mrich ye tamam cheezen grander jag main dal kr grand kr lena hai hai grand karne k bad ise tranfer kr dain gay ek bowl main aur is main kuch spices add karen gay 1 tsp salt , 1 tbsp chaat masala , half tsp black salt ye add karne k bad ache se mixing kr leni hai air 1 tsp main is main add karoon gi shakr ache se mixing karne k bad kisi air tight jar main dal dain gay aur ise ap log 10 se 15 din k liye easily use kar sakty hain
video achi lagi ho to like kar dain mere channel ko subscribe kr dain and plz support my channel share with your family and friends thannk you so mach to watching this video milte hain next video main allah hafiz

show more

Share/Embed