Shri KhatuShyam Nishaan Yatra | रींगस से खाटू श्याम निशान पद यात्रा | 17 किमी नंगे पैर निशान यात्रा
Travel2Explore Travel2Explore
4.98K subscribers
28,257 views
833

 Published On May 26, 2023

Is video k jariye aapko pata lagega ki aap Shri khatushyam Nishaan yatra kese ker sakte hai.
Humne Shri Khatu shyam ji ki yatra k liye Delhi Cantt. Railway station se Reengus Railway station ki liye train pakdi. subah 3.30 AM se apni paidal yatra start ki jo ki 17 km hai. uske liye pehle aapko reengus me Nishaan Bhawan me aapko apne nishaan ki pooja kerni hoti hai.uske baad aapki paidal yatra nange paaon start hoti hai. Nishaan aapko kahi bhi zameen pe nahi rakhna hota hai.
delhi se jo humne train li thi wo hai jan shatabdi express.
Humne february me bhi ShriKhatu shyam ji ki yatra ki thi lekin wo paidal yatra nahi thi. to agar aapko kuch bhi puchna hai to comment box me puch sakte hai. or me khatu shyam ki us yatra ka vedio bhi link me daal dunga or sath sath mene chulkana dham ki yatra ki thi jaha shri shyam baba ki body ki pooja hoti hai to us video ka bhi link daal raha hu. aap chahe to video dekh sakte hai.
1 Shrikahtu shyam yatra2023link :-    • Khatushyam yatra 2023 | khatu shyam m...  
2 Chulkana Dham Yatra2023 link:-    • Chulkana Dham yatra | श्याम जी ने यहा...  

And is video me jo music humne use kia hai uska credit
Relaxing music videos ko jata hai ‪@RMV0077‬

agar aapko humari ye vedio pasand aayi hai to channel ko subscribe kerna or video ko share kerna or like kerna na bhoole.
  / travel2explores  
‪@Travel2Explores‬
#KhatuShyamjiTemple
#KhatuShyamNishan
#shyambaba
#nishanyatra
#khatudham
#falgunmela2023
#khatushyambhajan
#khatushyamnishanyatra
#viralvideos
#khatushyamji
#khatushyam

show more

Share/Embed