Jab Husn tha unka jalwa numa, Anwar ka aalam Kya hoga
Mohammed Haroon Rasheed Mohammed Haroon Rasheed
2.01K subscribers
76,629 views
706

 Published On Feb 8, 2021

NAAT BY MOHAMMED HAROON RASHEED WAHEDI CHISHTY QUADRI

Hadees-E-Shareef: Aap ﷺ Ne Irshad Farmaya “Aey Hassaan رضی اللہ, Mushrikeen Ki Mazammat Mai Ashyaar Padho Aur Hazrat Jibrayil عليه السلام Bhi Tumhare Saat Hai”

Hadees-E-Shareef : Hazrat Asood رضی اللہ Ne Rasool Allah ﷺ Ki Baargah Mai Arz Kiya, Ke Maine Allah Ki Hamd Bayan Ki Hai Aur Aap ﷺ Ki NAAT Bayan Ki Hai. Aap ﷺ Ne Irshad Farmaya “Mujhe Bhi Sunaao, Ibteda Allah Ki Hamd Se Karo”

Hadees-E-Shareef : Aap ﷺ Ne Irshad Farmaya “ Yeh Ashaar (NAAT), Dushmano Ke Haq Mai Teero Se Tez Tar Asar Karte Hai”

• Naat Sunna Nabi-E-Kareem ﷺ Ki Sunnat Hai
• Naat Padhna Sahaba رضي الله عنهم Ki Sunnat Hai
• Naat Sunkar Ahle Eman Khush Hote Hai Aur Munafiqeen Pareshan Hote Hai

#NAAT

show more

Share/Embed