Published On Nov 20, 2022
@ Aaftabe risalat madine me or Kiran jag maga ti he Ajmer me .... A one star bend BALASINOR ❤️ wanghroli ❤️
#india#
#vidioviral#
#gujarat#
#balasinor#
#wanghroli#
#mrmalik17#
#aonestarbend#
#sultanulhind#
#khawajajistatus#
Aaftaab E Risalat Madine Mein Hai
Dehli to dul - han bani doolha
Nizamudddin Saare hind ke baadshaah khwaja moinuddin
Aaftab e Risaalat Madine mein hai Aaftab e risalat Madine mein hai Sabz Gumbad ka manzar hai peshe nazar Ho
Aaa ... Sabz Gumbad ka manzar hai peshe nazar Yaad taiba ki aati hai Ajmer main Aur kiran jagmagaati hai Ajmer mein
jagmagaati hai Ajmer mein Aur kiran jagmagaati hai Ajmer mein Aaftab e risaalat Madine mein hai Aaftab e risaalat
Mere khwaja ka noorani gumbad Chandni main nahaaya hua hai
Saada saada sa rauze ka manzar Har nazar mein samaya hua hai
Naam e Khwaja main aisi kashish hai Ek zamane pe chhaya hua hai
Bhar - li usne muraadon se jholi Jis pe daaman ka saya hua hai
Aap ke samt uth - ti hai jo bhi nazar Aaa ... Aap ke samt uth - ti hai jo bhi nazar
Aap ke samt uth - ti hai jo bhi nazar Muddu'aa apna paati hai Ajmer mein
Aaftab e risaalat Madine mein hai
Aaftab e risalat Madine mein hai
Aur kiran jagmagaati hai Ajmer mein Aur kiran jhagmagati hai Ajmer mein
Aaftab e risalat Madine mein hai Aaftab e risaalat
Aaftab e risalat Madine mein hai
Aaftab e risaalat Aap sultan e Hind ,
Khwaja e khwajgan Aap beshak hain sab ke liye meherban Roz bante hain bigde muqaddar yahan Chashma e faiz hai aapka aastañ Dar pe aayeň na deewane ..
Dar pe aayeň na deewane kyun sar ke bal Dar pe aayen ..
Aaa ... Dar pe aayeň na deewane kyun sar ke bal Dar pe aayeň na deewane kyun sar ke bal Jab aqeedat bulati hai Ajmer mein
Aaftab e risaalat Madine mein hai Aaftab e risaalat Madine mein hai
Aur kiran jagmagaati hai Ajmer mein Aur kiran jagmagaati hai Ajmer mein
Aur kiran jagmagaati hai Ajmer mein Aaftab e risaalat Madine mein hai Aaftab e risaalat ..