Bhadrakali Peeth, Kurukshetra | ShaktiPeeth Ep 43 ЁЯЫХЁЯХЙЁЯТА
Explained by Sohum Explained by Sohum
150K subscribers
6,957 views
1K

 Published On Jun 13, 2024

Bhadrakali Shakti Peeth Kurukshetra Haryana. Iss peeth ko devikoop, Savitri peeth ya Kalika peeth bhi kaha jata hai. Yaha Devi Sati k dahine ghutney girey thhey. Peeth k bhairav hai Sthanu. Asur Darika k vaddh k liye Bhagwan Shiv ne Maa Bhadrakali ki rachna ki thi. Yeh Peeth Mahabharata ki katha se bhi judi hui hai. Sthania manyatao k mutabik iss mandir main bhagwan krishna aur pandav yuddh se pehle devi ki aradhana karte thhey. Yuddh jeetne k baad pandavo ne apne ghodey daan kiye thhey. Ek doosre manyata k mutabik isi mandir main krishna ji aur unke bhai balaram ka mundan bhi isi mandir main hua tha.
Tabse yaha balako k mundane ki pratha chali aa rahi hai.

show more

Share/Embed