Bholi Si Surat I Unplugged Version I Dil To Pagal Hai I Shahrukh Khan I Karan Nawani
Karan Nawani Karan Nawani
1.6M subscribers
10,381,621 views
134K

 Published On Feb 27, 2019

For Show Bookings & Queries:9711924257


All Rights to Music Label Co. & No Copyright infringement intended.
Vocals And Music : Karan Nawani
Social Media Links:
Instagram : officialkarannawani
Facebook : www.facebook.com/officialkarannawani
Snapchat : Karan Nawani


Song Credits:
Song: Bholi Si Surat
Singers: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Music: Uttam Singh
Lyrics: Anand Bakshi

Ladki nahin hai vo jaadu hai aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwaab mein aaye vo zulfein bikhraaye
Aankh khuli to dil chaaha phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe ye haal hua dekhoon to kya ho jaaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye
Bholi si soorat aankhon mein masti
Ay hay

Saawan ka pehla baadal uska kaajal ban jaaye
Mauj uthay saagar mein jaise aise kadam uthaaye
Rab ne jaane kis mitti se uske ang banaaye
Chham se kaash kahin se mere saamne vo aa jaaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye
Ay hay
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye
Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye
Ay hay
Ay hay

show more

Share/Embed