3 Tricks to Study Long Hours without Getting Tired 🔥
Motivation QuoteShala Motivation QuoteShala
4.05M subscribers
1,090,538 views
128K

 Published On Sep 20, 2023

3 Tricks to Study Long Hours without Getting Tired | Study Tips | Study Motivation | Study Motivational Video | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram -   / motivation_quoteshala  
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala

✅ Topics Covered
How to Study for long hours, Lambe samay tak kaise padhe?,Study tips and tricks

➡️ About The Video
3 Tricks to Study Long Hours without Getting Tired 🔥 #studytips #studymotivation - Kya aapko lambi ghanton tak padhai karne mein thakan mahsoos hoti hai? Is video mein, hum aapko woh teen tareeqe batayenge jo aapko bina thakavat ke lambi ghanton tak padhai karne mein madadgar sabit ho sakte hain.

🎵 Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Chote Bhai, Choti Bhen!
Aj tum aur mai milke Etihas rachne wale hai
Kyoki Marty Lobdell ne famously kaha hai
Ki 30 se 40 minute ke bad hamara focus 80% se bhi zyada decrease ho jata hai
Toh Lambe waqt tak nahi padhna chahiye!
Par inko kon samjaye ki Sirji ki hamare Bharat ke
Toughest exams JEE NEET aur UPSC
30 mins padhne se 30 janam me bhi nahi niklenge!
Toh aj Shalu Bhaiya batane wale hai 3 Powerful Biological Tools!
Jise tum lambe waqt tak bina thake! Focus se padh paoge!
Trick 1 Kuch der focus se Padhne ke bad
Jab saar thoda heavy lag, tab hame ye 4-7-8 technique karni hai!
Sabse pehle 4 seconds ke liye inhale karo
Ab 7 seconds ke liye breath ko hold karo
Aur dhire dhire 8 seconds tak exhale karo!
Trick 2 me ham ek ese substance ko consume karenge
Jo hame thakane wale neurotransmitter adenosine ko
Brain me block kar dega! Lekin warning agar 18 Sal se chote ho
Toh isse sirf din ka 100 Milligram he pina!
Stimulant ka naam hai caffeine jo coffee pine se mil jayega!
Trick 3 focused hai hamari aankhon pe!
Latest Scientific Researches ye kehti hai
Ki thik 17 Minute tak apni aankhein band karke
Bina kisi bhi thought ya awaz ke apni saanson pe focus karke
Ap apna attention permanently badha sakte ho!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
UPSC Motivation 🔥 Motivation Videos @    • UPSC Motivation | Motivation QuoteShala  

🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

show more

Share/Embed